Raita recipe

  • 3 months ago
Assalam O Alekum dosto,

Aaj hum aap ke liye lekar aaye hain ek mazaydaar recipe, jiska naam hai Mix Veg Raita. Ye ek refreshing aur healthy side dish hai jo kisi bhi khane ke sath enjoy ki ja sakti hai. Mix Veg Raita banana bahut hi aasan hai

Isse aap biryani, pulao ya kisi bhi main course ke sath serve kar sakte hain. Ye aapke khane ka maza dugna kar dega!

Agar aapko ye recipe pasand aaye to hamare channel ko zaroor subscribe karein, BEL icon ko dabaein aur is video ko like aur share karna na bhoolein. Shukriya!

Recommended